![]() |
![]() |
![]() |
| Rait par likh kay mera naam mitaaya na karo - Hindi Shayari |
|
preeth
|
Rait par likh kay mera naam mitaaya na karo
Aankhain such bolti hain--pyar chupaaya na karo Log her baat ka afsaana bana laitay hain Sab ko halaat ki roo-daad sunaaya na karo Yeh zaroori nahi her shakhs maseeha hi ho Pyar kay zakhm amaanat hain--dikhaaya na karo Sheher-e-ehsaas mai pathraau bohot hai *Mohsin* Dil ko sheeshay kay jharokon mai sajaaya na karo |
||||||||||||
|
|
|||||||||||||
| Rait par likh kay mera naam mitaaya na karo - Hindi Shayari |
|
||
|




