![]() |
![]() |
![]() |
| Dil Ka Hal.. |
|
melbin
|
Dil dard wo kise bataein, Haste huye ye Zakhm kise dikhayen,
Kehti hai yeh duniya hume khush neseeb,Magar is Naseeb ki Dastaan kise bataein. ---------------- Paane se khone ka mazza kuch aur hai, band aankho me rone ka maza kuch aurhai, aansu bane lafz aur lafz bane ghazal, aur us ghazal me tere hone ka mazakuch aur hai!!!!!!!!!! --------------------------------------- रफ्ता रफ्ता उन्हें भूलने की कोशिश कर रहे हैं किश्तो मे ख़ुदकुशी का mazaa koi humse poochhe ----------------------------- BENAM SA YE DARD THEHAR KYO NAHI JATA, JO BEET GAYA WO GUJAR KYON NAHI JATA, WO EK HI CHEHRA TO NAHI SARE JAHAN MAIN,JO DUR HAI WO DIL SE UTAR KYON NAHI JATA...... -------------------------------------------- jaise chahte the hum unhe, voh bi humein chahte to kya baat hoti. paane ka armaan toh tha, bin maange mil jaate to kya baat hoti, is dil main pyar tha kitna, vo jaan lete to kya baat hoti. humne maanga tha unhe khuda se, vo bi maang lete to kya baat hoti. -------------------------------- और आंत मैं ::: Kagaz pe humne zindagi likh di, Ashkon se seench har khushi likh di, Dard jab humne ubhara lafzon pe, Logon ne kaha wah kya ghazal likh di. |
||||||||||||
|
|
|||||||||||||
| Dil Ka Hal.. |
|
||
|




