![]() |
![]() |
![]() |
| tumehari yaad(dedicated to my dad) |
|
melbin
|
Aankhon see Aansoo behte hain
Jab Aati hai tumhari yaad Hont kehte kehte chup ho jate hain Jab Aati hai tumhari yaad Kabhi koi pyar se beta kehta hai mujhe Tab Aati hai tumhari yaad Koi buhat pyar jatata hai mujh se kabhi ab Aati hai tumhari yaad Kabhi koi pyar see apnee babaa ko bulata hai tab Aati hai baba tumhari yaad. |
||||||||||||
|
|
|||||||||||||
| tumehari yaad(dedicated to my dad) |
|
||
|




