![]() |
![]() |
![]() |
| Khamooshi main shoor tha manay suna kuch bhi nahi |
|
melbin
|
Khamooshi main shoor tha manay suna kuch bhi nahi,
Uss nay sab kuch dea lekin kaha kuch bhi nahi, Tujh ko kia maloom ae-jane-jahan teray baghair, Mera jewan katgaya aur main jea kuch bhi nahi, Hukum hum ko mila uss kay siwa kuch mangiay, Uthgayee dast-e-daalib per dua kuch bhi nahi, Teri khatir umar bhar ka rat jaga ham ko qabool, Chahatoon main aik shab ka jagna kuch bhi nahi. |
||||||||||||
|
|
|||||||||||||
| Khamooshi main shoor tha manay suna kuch bhi nahi |
|
||
|




