![]() |
![]() |
![]() |
| Ansoo Jo Beh Rahey Hain |
|
alex
Site Admin
|
Aansu jo beh rahey hein inhein behney do
Yeh keh rahey hein dil ki baat, kehney do Buhat bawafa ho tum, yeh ham ko hai maloom Tum apni wafa ki baat, apney tak hi rehney do Mila to kia mila tumhein chahney kay baad Bas dukh hi seh rahein hein, hamein sehney do Tum ney to ke h dala sab haal-e-dil apna Ab mujh ko apni daastaan bhi kehney do Mar hi gaye auroon kay liye hum Tum apni khatir hum ko Zinda rehney do |
||||||||||||
|
|
|||||||||||||
| Ansoo Jo Beh Rahey Hain |
|
||
|




