![]() |
![]() |
![]() |
| Saath |
|
alex
Site Admin
|
un yaadgaar lamhon ki kasam tumhe
kabhi bhool na jaana unhe rahe na rahe hum safar me saath yaadon se kabhi na judaa karenge tumhe khushiyan jindagi me jo bhi mil jaaye tumhe samet lena apna banakar unhe magar jab kaanto se jakhmi hone lago pukaar lena sahara dene aa jayenge tumhe tumhari tum jaano humne toh apna manaa hai tumhe musibat jab aayi sabse kareeb paaya hai tumhe laakhon milenge dost jindagi ke safar me dagaa mile toh har haal me panaah denge tumhe Sanjukta.. sanjukta mitra <rishiria04@yahoo.com> |
||||||||||||
|
|
|||||||||||||
| Saath |
|
||
|




