![]() |
![]() |
![]() |
| Bekarar karke |
|
alex
Site Admin
|
Hum kya the kya ban gaye unki chahat mein,
Unko kya hai khabar ki hum dil de chuke unhe zamane se, Na karar hai, sukoon farar hai dil bequarar hai, unka intezar hai, is betaabi mein jab na hui unse kuch baatein, Hamari na kati gayi chain se raatein, Is had tak the deewani hum unke Yeh rooh gabraati hai dil ki baate sunke, Mujhe samjhaye khuda bhi aake khud, E dil apna sab kho ke kya raha khud ka wajood, Bas yuhi unki yaadon mein kategi ab zindagi, Muskrayunge gamon mein karte rahenge bandagi. DK, Deewana Kaun |
||||||||||||
|
|
|||||||||||||
| Bekarar karke |
|
||
|




