![]() |
![]() |
![]() |
| Nigahein daal ke |
|
alex
Site Admin
|
Nigahein daal ke mujh pe yeh kaisa vaar kar daala
ke lab khole bina hi tum ne to izhaar kar daala na khwaboon mein bhi tum aaye aur na hui tum se mulakaatein arey kya khoob hain aap...lamhe mein hi pyaar kar daala shararat tum mein bhi hai aur shararat hum mein bhi aey dost shararat hi shararat mein dilon ko paar kar daala zamana bhar to soche ga ki peche hai koi saazish ke baithe hi bithae pyaar be shumaar kar daala. |
||||||||||||
|
|
|||||||||||||
| Nigahein daal ke |
|
||
|




