![]() |
![]() |
![]() |
| barsaat kay baad ka din |
|
alex
Site Admin
|
dhool garmi aur mayoosi say ubi
dharti par jaisay bekaasi chaayi jhoolas jhoolas kar haara mann ankhiyon mein ubhara asha madhuvan palaash kay khilay rang sa sooraj aakul tha har insaan ka mann kya hogi thandi dharti ki agan lehraaya tabhi badal varsha liye badal gaya din hariyaali liye aaj phir nikhara mann mein barsaat kay baad ka din... |
||||||||||||
|
|
|||||||||||||
| barsaat kay baad ka din |
|
||
|




