![]() |
![]() |
![]() |
| Gazal hai dard ka ek aur chehra |
|
alex
Site Admin
|
Gazal hai dard ka ek aur chehra
Gazal hai ishq ki mitthi kahani Gazal hai phool pe ek paak shabnam Kahe har bhawra jo apni jubani Kabhi nadaniyoon ka hai ye jazba.. Kabhi hai haqeeqat ye sayani Gazal hai vakt ka ek aisa lamha Hai choti jisme har ek jindgani Gazal tanheei ki khamosh dastak Gazal rangeen mefil ki jawani Gazal main zindgi ke jitne jazbe Nahi utna kissi aur sagar main pani Gazal hai wo baya ke ek jariya Nahi jiska kahi hai koi sami (friend) |
||||||||||||
|
|
|||||||||||||
| Gazal hai dard ka ek aur chehra |
|
||
|




