![]() |
![]() |
![]() |
| Shayri- Pyar to jaroori hai........... |
|
preeth
|
palbhar mein tut jaye who kassam nahi,
dosti mein bhool jaye woh hum nahi, tum bewafa bano is baat mein dum nahi, kyuki hamari wafa bhi kuch kum nahi ulfat mein kabhi yeh hal hota hai ankhen hasti hai magar dil rota hai mante hai jise hum manzil apni, humsafar uska koi aur hota hai. sapno ki tarah aah kar chale gaye , apno ko bhulakar chale gaye, kis baat ki sazza di aapne hume, pehle hassaya phir rulakar chale gaye! dard ka ehsaas janna hai to pyar kar ke dekho , apni aaknon mein kisi ko utar kar dekho, chot unko lagegi aansoo tumhe aa jayegen, yeh ehsaas jan-na ho to dil haar kar dekho koi aankhon aankhon main iqraar kar leta hai, koi baaton baaton main mulaqaat kar leta hai, bada mushkil hota hai jawaab dena, jab koi khaamosh reh kar sawaal kar leta hai. Zahar deta hai mujhe koi dava deta hai Jo bhi milta hai mere gam ko badha deta hai. Unhe chhahna hamari kamjori hai Unhe keh na paana hamari majboori hai Woh kyun nahin samajhte hamari khamoshi ko Kya pyar ka izhaar karna itna zaroori hai……………. |
||||||||||||
|
|
|||||||||||||
| Shayri- Pyar to jaroori hai........... |
|
||
|




