![]() |
![]() |
![]() |
| Funny Shayari |
|
melbin
|
Khud ko kar buland itnaa..
Ke' Himaalay ki choti pe jaa pahunche.. aur khuda tumse puche.. 'Abe gadhe... ab utrega kaise ' who sadak ke us paar thi hum sadak ke is paar the kuch hum aaghe badhe kuch who aage badhi hum kuch aur aage badhe who bhi kuch aur aage badhi hum kuch aur aage badhe who bhi kuch aur aage badhi ab hum sadak ke us paar the aur who sadak ke is paar thi !! (wah wah wah waaaahhhh) Main hu yahan, tu hai wahan Main hu yahan, tu hai wahan Lifebouy hai jahan, tandurusti hai wahan Kyon apni kabar khood-hi khod raha hai Galib... Kyon apni kabar khood-hi khod raha hai Galib... La, phawda mujhe de.(wah wah wah wahh) THE SHAAYRI WORLD Dil hai tera dariyaa....Aankhen hain teri Jheel So my darling ... What's The Big-Deal ?? jise dil diya woh dilli chali gayi jise pyar kiya woh italy chali gayi dil ne kaha khud kushi(sucide) kar le jalim bijali ko haath lagaya to bijali chali gayi Maine tujhe dekha Dekhta raha, Dekhta hi gaya Phir mujhe chashma lag gaya Ghar ghar main diya jale To diwali mat samjho Agar main tera peeche paroon To mawali mat samjho Unki zulfoon pe pyaar aaya Paas ja kar dekha tu sardar paya TERI JULF HAI YA ANDHERI RAAT KA SAAYA TERI JULF HAI YA ANDHERI RAAT KA SAAYA SAR MUNDWA LE TO SAVERA HO JAI. Yeh tera chehra hai yaa kele ka chhilka Jo dekha to dil phisal gaya Bolaa dukaan-daar, ke kyaa chahiye tumhain Jo bhii kaho ge merii dukaan per wo paoge maine kahaa ke kutte ke khaane kaa cake hai bolaa yahiin pe khaaoge yaa leke jaaoge Tere ishq main janam kya se kya haal ho gaya Badan se badboo aa rahee hai, nahay jamana ho gaya Humne bhi pyar kiya tha jindgi main, badi joshh ke sath ! Humne bhi pyar kiya tha jindgi main, badi shhor ke sath ! Aab hum pyar karenge badi soch ke sath ! Kyon ki usey kal shamko dekha kisi aur ke sath ! shayari shayari shayari shayari bollywood shayari desi shayari Patharr kyun marte ho, pura pahaar maar do Hum yuheeen mar jayenge, sirf ek baar aankh maar do |
||||||||||||
|
|
|||||||||||||
| Funny Shayari |
|
||
|




